How to vote India

How to vote india-hello friends jaisa ki aap log jante hai ki aaj se loksabha ka chunav start ho gaya hai.aur isbaar chunav ke kuchh baate hai jo mai aap logo ko batane ja raha hu.aur isbaar baar voting prakriya bhi dhoda alag rahegi.

voting prakriya-1-sabse pahle adhikari aapka naam voterlist me check karenge aur fir id proof check karenge.

2-poling booth par dusra adhikaari aapki finger par ink lagayega.aur form 17A par sign lekar ek slip aap ko dega.

3-uske baad aap EVM (Election Voting Machine) ke nikat jakar apne pasand dida condidate ke chunav chinhh wali batan dabaenge.

4-vote dene ke baad aap  VVPAT machine ke transeparent window me ek slip dekhenge.jisme only 7 second me hi aapko us slip par vote diye huwe condidate ka name aur siriel no.aur chunav chinhh dekhna hoga anyatha o slip andar chali jaegi.

5-aur agar aap ko kisi bhi condidate ko vote nahi dena hai to  EVM machine me diye huwe NOTA batan ko daba sakte hai.
6-jyada jankari ke liye aap  http://ecisveep.nic.in/ par visit karke bhi jankari le sakte hai.

voting list me aapka name hai ya nahi iske baare me bhi aap 3 tariko se pata kar sakte hai-

1-  electoralsearch.in par jaakar apna name check kare.2- 1950 aage STD code lagakar kar call karke bhi pata kar sakte hai.3- ya fir voter helpline app downlod karke bhi pata kar sakte hai.

online ragistration kaise kare-

agar aapko voting ke liye registration karna hai to -election commisson of india ke mutabutaapki age 18 year honi jaruri hai.aur iske liye aap form no.6 bhar sakte hai.aur aisa karne ke liye kuchh jankari bahut jaruri hai-
1-aap bhartiya nagrik ho.2-aapki age 18 varsh ho.3-jaha ke aap niwasi ho wahi ka namankit bhare.4-apne kshetra me panjikaran ke baad aap voter ke roop me swabikaar kar liye jaaenge.

Comments

Popular Posts