Google Addsence | How Can Create A Addsence Account | Addsence Account Kaise Banaye |

GOOGLE ADDSENCE KYA HAI-

Addsence ek google ka product hai jo PUBLISHER ke website ya blog par automotic show hota hai. A text, image, vdo jaise kai type k add dikhata hai. Iska jyadatar log bloger par use karte hai. Yadi aapki blog Google addsence aprovel hai tabhi aap apni blog par add unit laga sakte hai. 

GOOGLE ADDSENCE KAAM KAISE KARTA HAI-

Google Adsence Google Ka Ek Aisa Platfom Hai Jaha Par Add Show Hota Hai.Aur Google Apne Add Ko Show Karne K Liy Apki Website Par Add Deta Hai.Lekin O Apki Site Par Add Tabhi Show Karega,Jab Apki Site Uske Liy Approve Ho.

GOOGLE ADDSENCE KA APPROVE KAISE LE-

Google Addsence Ka Approvel Lene K Liy Apke Paas Apni Ek Website Ya Fir Blog Hona Chahiye.Aur Us Blog Ya Website Par Kuchh Content Bhi Hona Chahiye.Aur Kam Se Kam 1000 View ,Aur 10 Post Honi Chahiye.Fir Aap Google Addsence K Liye Apply Kar Sakte Hai.

GOOGLE ADDSENCE SE EARNING KAISE KARE- 

Approvel Milne k Baad Aap Apni Site Ya Blog Par Add Laga Sakte Hai.Aur Apki Site Par Jo Bhi Visitor Aaenge Aur Aapki Blog Ya Fir Aapki Website Ko Watch Ya Read Karenge,To Unko Aapki Site Par Aapke Lagaye Huwe Add Dikhenge Aur Yadi Koi Bhi Visitor Aapki Add Par Click Karega To Google Addsence Aapko Us Click Ke Paise Deta Hai.

Speciale Note-

                       Yadi Aapko Google Addsence Se Realeted Koi Bhi Problome Aaye To Aap Hamse Contact Kar Sakte Hai.Mera Wattsup No.-8600056834.

https://youtu.be/D6UXl5EvtE4




Comments

Popular Posts