Money Making By Youtube | How Can Create A Youtube Channel | Youtube Se Pisa Kaise Kamaye |

ONLINE MONY MAKING BY YOUTUBE ---


Dosto a post unke liye jyada usefull hai jo ki part time job/mony eran karna chahte hai.
        To aaj ham aapko kuchh aisi trick k baare me bataunge jis se aap part time mony earn kar sakte hai.

MONY EARN BY YOUTUBE.... 

ha dosto part time me youtube bhi mony earn katne ka 1 jariya hai. Aur agar aap bhi youtube se mony earn karna chahte hai to is trick ko follow kare.

1-  dosto youtube se mony earn karne k liye, sabse pahle aapko youtube par apna khud ka ak chanel banana hoga, aur us chanel par jyada se jyada subscriber lane honge. Aur jyada se jyada viwe lane honge. Tab jakar aap ko youtube ki membership milegi aur aap asani se youtube se paise earn kar sakte hai.

YOUTUBE KE NIYAM---

Dosto youtube ke apne khud ke niyam hai...
   Jaise ki o aap ko aapki earn tabhi dega jab aapke paas, 1000.subscriber honge, aur aap ki vdo 4000 hours. View hojaegi. Tab aapko youtube apni membership dega aur tabhi aap youtube se paise earn kar sakte hai.

EMPORTANT NOTE---

Dosto ek baat hamesh yaad rakhna ki youtube k apne khud k chanel me koi aisa vdo na upload kare jo koi pahle se hi upload kar chuka ho. Yadi aap aisa karte hai to aapki value kam ho jaegi, ayr yadi aap baar baar aisa karenge to aapka chanel bhi block kiya ja sakta hai.
 Jab bhi koi vdo upload karna ho to apna hi vdo upload kare.

CHANNEL KAISE BANYE---

Dosto apna khud ka channel banane k liy aapke paas ek e mail id ka hona bahut jaruri hai.

Ab aap sabse pahle youtube open kar le aur TOP me right side me aapka o image show kar raha hoga jo ki aapke e mail yaani google ac me hai.

Ab aapko uspar click karna hai aur jab agla page khulega, to usme allready aap k e mail ke naam channel bana rahega bas aap us par click karke channel ka naam edit kar le.

Ab jab ki aap ka channel bangaya hai to aap ko apna vdo load karne k liye YouTube k main page par TOP me ek camre ka icon show kar raha hoga aapko uspar click karna hai. Click karte hai o aapki aapki gallery me pahucha dega.. Aur waha se aap apna manchaha vdo select kar sakte hai.

Vdo select karne k baad, uska tittel aur disscreption daal kar upload par click karde... Aur ab aao k scrren pa boiting show hogi.. Ab aapka vdo upload ho raha hai....
   % poora hone par aapki upload ki hui vdo watch ke liy ready ho jaegi...


Thanking you

Your naveen kumar pandey
Youtube--https://www.youtube.com/channel/UCyyUcu3IV4TyODNSa1emLng

Comments

Popular Posts